PRASAR BHARTI ne 66th e auction ke result ko announce kar diya h. Jisme total 11 channels winner rahe. 66 E Auction MPEG4 slots ke liye announce kiya gaya. Jisme sabhi channels 01 April 2023 ko add kar diye jayenge. Lekin winner channels ko kewal ek MPEG4 box me hi dekha ja sakega. Agar aap MPEG2 box use karte ho to aane wale in channels ko nahi dekh sakte. Winner channels ki list below di gayi h.
66 E AUCTION WINNER CHANNELS –
- Aastha Bhajan
- Aastha Tamil ( NEW )
- Bansal News ( NEW )
- Chardikla Time TV
- MH One Dil Se ( NEW )
- News 18 UP/UK
- News State UP/UK
- RT
- Sudarshan News
- Swadesh News
- Vedic ( NEW in Mpeg4 )
Above channel list me 3 new channels available h. Jabki baaki channels currently DD Free Dish par available h. 11th channel currently MPEG2 slot par chal raha h. Jo ki 01 April ko MPEG4 slot par shift kar diya jayega. Agar hum MH1 Dil Se channel ko dekhe, to ye Hindi language ka channel h. Jaha par currently music or movies telecast ki ja rahi h.
WHATS THE FREQUENCY –
Ye sabhi channels 01 April ko dd free dish ke mpeg4 slot me add kiye jayenge. DD FREE DISH par currently 1 frequency hi available h. Jis par ye channels add kiye jayenge. Jiski detail below di gayi h.
LNB FREQUENCY = 9750-10600 (Universal)
TRANS FREQ = 11630
POLARITY = V
SYMBOL RATE = 30000
How can I find out more about it?
in e auction section U can watch complete detail