Today PRASAR BHARTI declared DD FREE DISH 52nd E AUCTION result. Result me total 57 channels MPEG2 slots par winner rahe h. Sabse jyada BID news category me lagayi gyi. PRASAR BHARTI ne jo result announce kiya h. Usme kuchh misprinting dekhne ko mil rahi h. Aisa lagta h ki ye result jald bazi me banaya gya h. Koi baat nhi hum aapko yaha par currect result ko bata rahe h.
DD FREE DISH ke 52nd E AUCTION winner channels ke liye PRASAR BHARTI ko kuchh new slots increase karne padenge. Currently 53 slots private tv channels ke liye fix h. Lekin 52nd e auction ke baad inki counting 57 ho chuki h. Complete channel list with bucket below dekh sakte h.
Table of Contents
BUCKET A+ ( GEC Hindi )
- THE Q
- AZAAD
- ABZY COOL
- BIG MAGIC
- COLORS RISHTEY
- DANGAL
- SHEMAROO TV
- SONY PAL
- STAR UTSAV
- ZEE ANMOL
BUCKET A – ( Movie Hindi )
- AAHO MUSIC ( DHINCHAAK 2 )
- ABZY MOVIES
- B4U KADAK
- B4U MOVIES
- ABZY DHAKKAD
- BFLIX MOVIES
- DHINCHAAK
- ENTERR10 MOVIES
- MAHA MOVIE
- MANORANJAN TV
- MOVIE PLUS
- RISHTEY CINEPLEX
- SONY WAH
- STAR UTSAV MOVIES
- ZEE ANMOL CINEMA
BUCKET C ( NEWS CHANNEL Hindi )
- AAJ TAK
- AAJ TAK TEJ
- ABP NEWS
- INDIA TV
- NDTV INDIA
- NEWS 18 INDIA
- NEWS NATION
- REPUBLIC TV
- TV9 BHARATVARSH
- ZEE HINDUSTAN
- ZEE NEWS
BUCKET D ( ALL OTHER GENRE )
- FAKT MARATHI ( Marathi )
- MANORANJAN MOVIES ( Punjabi )
- SHEMAROO MARATHIBANA ( Marathi )
- ZEE PUNJABI ( Punjabi )
- ZEE ZABARDAST ( Marathi )
BUCKET R1 ( DEVOTIONAL Hindi )
- AASTHA
- SANSKAR
- SADHNA
Total 57 channels ki list yaha par di gyi h. Agar aap total channel list dekhna chahte h to yaha TOUCH kijiye.
DD FREE DISH 52nd E AUCTION RESULT