GSAT 30 SATELLITE SET TO 83e DIRECTION

Rate this post

HELLO FRIENDS,

Aap sabhi wait kar rahe ho ki kab humare insat 4a ke signal increase ho. Jab se insat 4a ko replace kiya gya insat 4b me. Tab se humari musibate badh gyi thi. Kaafi time se sabhi preshaan h. Lekin jab se G_SAT 30 launch hua h tab se sabhi excitement me h.




G-SAT30 17 jan ko launch ho gya tha. Jisko earth ki orbit me set hona tha. Iske liye satellite ko earth ke 2 round lagane the. Jis se wo apni location me set ho sake. 1st round oval circle me tha. 2nd round satellite geostationary orbit me tha. Ye round satellite ne kal yani 26 jan ko complete kar liya h.




Ab G-SAT30 SATELLITE apni location yani 83e direction tak pahunch gya h. Yaha par iski testing start kar di jayegi. Jaise hi testing ok hoti h to INSAT 4B ke sabhi transponder G-SAT 30 par shift kar diye jaayenge. Abhi thoda or wait karna padega. ho sakta h ki 2-4 din me aapko kuchh news mil jaaye.




Jaise hi koi iske regarding or koi new update milti h to hum aap ko iski information jrur denge.




4 Comments

  1. भाई सुनील आप रोमन हिंदी की जगह गूगल से चेंज करके पोस्ट को हिंदी में डाला करें।

    • क्या ऐसे ये समझ नही आती ? बहुत से लोग है इंडिया से बाहर के वो हिंदी नही जानते जिसकी वजह से मैं इस टाइप में लिखता हूँ।
      आप बताये की ऐसे समझ आता है कि नही

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *