DD FREE DISH par agar aap new hd channel ko add karna chahte ho. To aapke paas ek MPEG4 box hona chahiye. MPEG2 receiver me dd free dish ke kewal 88 channels hi mil paate h. Jabki ek MPEG4 box me aap 22 extra channels or dekh sakte ho. Kal 09/10/20 ko DD INDIA HD launch kar diya gya h.
Jisko aap ek frequency ko scan karke apne set top box me dekh sakte ho. Step follow kijiye –
- Press MENU button
- Select INSTALLATION
- Select TP LIST
- Add New TP 11630 V 30000
- On this TP press Blue Button
After this process your 22 channels will be scanned. Jinme ek new hd channel DD INDIA HD ke name se mil jayega. Ye ek english news ka channel h. Jisko DD NEWS HD ki jagah replace kiya gya h. DD NEWS HD ab aapko dd free dish ke platform par nhi milega.
Agar aap DD NATIONAL HD, DD NEWS HD or DD INDIA HD ek saath dekhna chahte ho. Iske liye aapko G SAT 10 @ 83e satellite lagana hoga. Jisme antenna size rahega 8 feet. Ye ek C Band satellite h. Yaha par aapko or bhi bahut se free to air channels dekhne ko mil jaate h. Iski Strong TP ke liye aap yaha TOUCH kar sakte ho.
HD CHANNEL ON DD FREE DISH