Aap sabhi ko maloom h, ki hume 83e direction me currently INSAT 4B satellite service provide karwa raha h. Jaha c band ke signal bahut kam dekhne ko mil rahe h. INSAT 4B ki life end ho chuki h. Jisko replace kiya jaayega G-SAT30 new satellite se. 2020 me GSAT30 ISRO ka pahla satellite h jisko launch kiya jayega.
THE INDIAN SPACE RESEARCH ORGANISATION ready h apne heavy satellite G-SAT 30 ko launch karne ke liye. Jisko aane waali 17 JANUARY 2020 ko launch kiya ja raha h. Iske launch karne ka place KOUROU SPACE CENTER FRENCH GUIANA me rakha gya h.
Iski direction 83e rahegi. Jiske jariye hume sabhi c band ke transponder receive honge. Jo signal problem abhi dekhne ko mil rahi h. Ho sakta h ki iska resolve hume aane waale time me mil jaaye. G-SAT 31 last year launch kiya gya tha. Jo ki KU BAND service provide karwa raha h. G-SAT 30 ke baad G-SAT 32 satellite launch kiya jaayega. Jisko february me launch karne ki planning h. Iski direction bhi hume 83e dekhne ko milegi. Isko replace kiya jaayega G-SAT 6A satellite se. Jo ki fail ho chuka h.
gsat 30 satellite, gsat 30 satellite @ 83e,